Narasimha Katha Hindi 2 – SB 07.08.09-13 – Repressive and reprehensible Hiranyakashipu
Transcript
This is an AI-generated transcript and may contain some errors.
Haribol! Narasimhadev ke baar mein shlok bole the, wo shlok dohra ke punah chalu karege. Narasimho Mahasimho Divyasimho Mahabalaha Ugrasimho Mahadevaha Stambhajas Chogra Lochanaha Hare Krishna Kal hum Narasimhadev ki leela charcha kar rahe the waha pe hum ne pradhan roop se jo Narasimhadev aur Prahlad Maharaj ki jo antim charcha hai uske praarambh aur uski paashv bhoomi ke baare mein dekha.
To Prahlad Maharaj Narasimhadev ko bata rahe hai Narasimhadev ko nahi Ranjya Kashi ko bata rahe hai ki aap soch rahe hai meri shakti kahaan se aayi hai to wo ussi Vishnu se aayi hai jo sab ke shakti ke srot hai aur wo Vishnu saare sushti ke srota hai aur vaastu mein wo aapke shatru nahi hai aapka ek hi shatru hai aapka mann aur jagta aap is mann ko nahi jeete aap kabhi sukh shanti nahi praapt karoge aur aapko shanti praapt karni hai sukh praapt karna hai to phir aapko jo mann jeetne ke liye bhagwan ki bhakti karni chahiye uttama samharam yahi anantasya mahat samharanam samharanam yahi bhagwan ananta ke samharanam ke poorya karne ka uchya paddhati hai to abhi jo prasang hai aap isi kalpana kar sakte hai kya ho raha hai? ek vishwa ka raja hai vishwa matlab ek sirf raja ka raja nahi hai abhi election ho raha hai ek rashtra ka adhikari banne ke liye wo sirf 5 saal ke liye banne ke liye par uske bhi itni shakti hoti hai uske itna prayas karna padta hai par jo Hiranyakashipu tha wo keval ek rashtra ka asthai kaal ke liye raja nahi tha wo na keval rashtra ka na keval pruthvi ka par wo poore brahmand pe raajya kar raha tha wo to aise kalpana kar raha tha ki main hamisha ke raja raha hoon kyuki wo soch raha tha ki main amar hoon aur uska pratikar karne ki shakti abhi tak kisi ke paas nahi thi to aisa raja hai wo bada krodhit ho gaya hai aur uske saamne ek chota baalak hai 5 saal ka baalak hota hai wo umra se hi kitni shakti hoti hai usme khel kuth karna ka umra hai wo aur tabhi to mata pita premse alingan karte hai aashirvaad dete hai aur jo bhi ichha hai poori karte hai janakya pandit kehte hai panche varshani lal yet pehle 5 saal ke liye jo baalak hota hai usko bahot prem karna chahiye to aise umra hai 5 saal ka aise prahlada aur kya hua hai wo apne pita jo vishwa ke brahmand ke samrath hai unke saamne aaya hai aur unko wo pratikar deraha hai aur keh raha hai ki aap soch rahe ho wo poora galat hai abhi kya hai kisi bhi vyakti ko wo galat hai yeh batana sahen nahi hota hai par uske upar se agar hum se koi ucha vekti hai jo hum jaanate hai gyaan mein, umar mein adhikruti mein hum se ucha vekti hai aur wo batata hai ki humne kuch galti ki hai tabhi bhi swikar karne mein muskil hoti hai par tabhi shayad hum swikar kar sakte hai kyunki wo vyakti humko lagta hai adhikar hai abhi duryodhan ko jab bolte hai jab bhagwan krishna shanti doodh ke roop me jaate hai tabhi duryodhan ko bolte hai ki bhagwan krishna hi nahi tabhi uske pehle markandeya rishi aaye hote hai, usse me narad rishi hote hai parshuram hote hai, bohot se alagal rishigan hote hai, wo bolte hai tumhare jo yeh dusahas aur dun nishchay hai anyaayen se pandav ka raaja chheen lene ka usko tum tyag do to tabhi duryodhan ka kehta hai ki maine bohot introspection kiya hai bohot maine andar jhaak ke khud ko khojne ka prayas kiya hai aur maine jo bhi kaare kiya hai usme koi bhi galti nahi dikhti hai mujhe aap sab khaama kahe mujhe dosh dhoond rahe ho aur kyunki maine koi galti nahi ki hai aur aap dosh dhoond rahe hai mujh mein, iska matlab hai ki aap sab pakshpati hai aur aap mere khilaf hai pehle se isi liye aap se baat karne mein koi fayda nahi hai main aapki baat hi nahi sununga aur kya hota hai duryodhan bhari sabha se utke chala jata hai abhi yeh agar maan lijiye koi pravachan chal raha hai uski bichme se hi koi utke chala jata hai to wo ek baat hai par do vikti ek dusah se baat kar rahe hai aur us samay ek vikti utke chala jata hai wo to aur puri baat hai aur wo vikti yeh busurga hai to waha pe Krishna hai, Bhishma hai Dronacharya hai, Dhritarashtra ki pita swayam hai, unke saamne wo utke chala jata hai to kehne ka bhaav kya hai ki vikti ko yeh ahankar hota hai to agar kuch galti ki hai aur koi bata raha hai, galat hai wo swikar karna bada mushkil ho jata hai Chaitanya Mahaprabhu bade pandit hai aur wo puri bharat bharat me prachar kiya aur bade bade vidwan logon se unhone baachit ki aur jo baachit karte the unka tarika bhi bahut hi adbhut tha pehle jagannath puri me gaye to waha pe Saroham Bhattacharya namke ek bahut bade pandit the unse mile aur Saroham Bhattacharya socha yeh yeh sanyasi to naujawan hai abhi main bhuzurg hoon socha ki main tumhe kuch sadukdesh dunga jisse ki aap achi tarah se aapka sanyad dharm ka palan kar se me isili main tumko vedanta sunaunga to saath din tak unhone vedanta sunaya Chaitanya Mahaprabhu yaha pe namrda bhi dikhaate hai par durta bhi dikhaate hai to saath din ke baal wo bolte hai ki tumne jo bol rahe hai yeh kya unko puchte saroham bhattacharya kya aap jo bol rahe hai main jo bol rahe hain samajh mein aa raha hai aapko aap kuch sawal nahi puchh rahe hain aap kuch bhi nahi kar rahe hain to Chaitanya Mahaprabhu yaha jawab saroham bhattacharya ko bhi dete hai aur Varanasi mein baad mein jo Prakashan Saraswati Vachit wahan pe wohi jawab dete hai ki jo vedanta sutra hai woha to soorya ke samaan hai aur aap jo bata rahe hai woha ek baadal ke samaan hai jo soorya ko dhak raha hai abhi yeh upma ka artha kya hai iske teen artha hai pehla artha hai ki abhi dono jo padhe pandit hai Prakashan Saraswati Vachit woh soch rahe hai ki main tumko vedanta sutra ka artha samjha doonga to agar woh kehte hai vedanta sutra soorya ke samaan hai matlab kya hai aap ke bina hi mujhe artha pata hai aur itna hi nahi aur dusri cheez kya bol rahe hai ki aap jo artha bata rahe hai woha ek baadal ke samaan hai matlab kya main keval aap ki zarurat nahi hai main pehle se yeh samjh gaya hoon aur uske upar se main yeh bhi samjh gaya hoon ki tum jo bata rahe hoon galat hai aur itna hi nahi woh yeh bhi bataate hai ki waasto mein yeh kaise woh soorya ke samaan hai aur kaise tumhare vachat baadal ke samaan hai yeh bhi swasht hai to uske baad mein Shri Chaitanya Mahaprabhu pratyottar dete hai aur jab pratyottar dete hai to phir dono jo hote aashchar chikit ho jaate hai par Shri Chaitanya Mahaprabhu wahan pe unkar rudhe parivartit kar dete hai par yahan pe Hiranyakashyapu jo hai rudhe parivartan ke bhaav mein nahi hai yeh kya hota hai vyakti swikar karne ke tayaar hai ki nahi gyaan wah mahatupur nahi hai samjh na hum dekhte hai abhi Shri Chaitanya Mahaprabhu ek tarah se dekha jaye to abhi jo sadhupdesh prahalad de rahe hiranyakashyapu woh bhakti ke baare mein hi updesh hai aur wahi updesh shastra mein nahi jagah pe diya hai Chaitanya Mahaprabhu jab prakash anand saraswati ko samjhate hai ki vedanta sutra ka asli artha kya hai to tabhi prakash anand saraswati ko samjh mein aata hai unka naam hota hai prakash anand saraswati but Chaitanya Mahaprabhu jab sunte hai to tabhi unko pata jalta hai ki asli prakash kya hai, asli anand kya hai aur asli saraswati kya hai to tabhi woh vaastav mein samjh paate hai sab kuch to woh unka hruday parivart ho jata hai par agar hum yaha pe dekhte hai to yaha pe harinakashyapu ko hruday parivartit nahi hota hai to kyon nahi hota hai haan, kyon ki woh jo hai sunne ke liye hi tayyaar nahi hai sunne ke liye woh poori tarah se woh nishkarj bana liya hai ki main hi sahi hoon jab ista se nishkarj bana liya hai nishkarj bana liya hai ki main hi sahi hoon to phir vakti ko sanjhana lag bag naamumkin ho jata hai ek aise kahawat hai jo vakti ista se kehata hai I have already made up my mind don’t confuse me with the facts maine pehle se hi faisla kiya hai jaankari de ke mujhe tum confuse mat karo jaankari pata nahi to faisla kaise kiya hai jaankari ke bina hi faisla kar liya to aise log hote hai jo apne hi madh se bane rehte hai to harinakashyapu aise hi vakti hai hum dekhte hai ek tarah se bhagavatam me varna aata hai kaise kamsa ko updesh diya vasudev ne wah dono ek rath pe the aur krishna aur arjun bhi ek rath pe the aur bahaya roop se dekhege to yeh bahot farak hai kya hai ki krishna arjun ko updesh de rahe hai to krishna saarthi hai aur arjun yodha hai what is passenger? jo jaa rahe hai rath me pravasthi, yatri jaise hai to yahan pe jo hai vasudev aur kamsa me vasudev yatri hai aur kamsa saarthi hai to yahan pe yatri se saarthi ko updesh ho raha hai par bahot adhik, bahot parahan farak nahi hai ek aur farak kya hai ki waha pe saarthi jo yatri ko updesh kya de rahe hai krishna arjun ko updesh de rahe hai to yudha karo, aakraman karo aur kasudev kamsa ko kya updesh kare hai aakraman mat karo aakraman mat karo par vaastu mein gyaan dekhege dono bahi gyaan de rahe hai ki tum sharir nahi ho, tum aatma ho aatma amar hai aur aatma ke kalyan ke liye jo kaare hai wo uchi se karna chahiye to sandarbha alag hai par jo saar ek hi hai par fir bhi farak kya hai ki arjun ka huday pariwasit jata hai kamsa ka huday pariwasit nahi hota hai kyun? kamsa apne hi dun nishchay me pehle se faisla kar le, mujhe hi karna hai to hiranyakashipukh jo updesh sunta hai koch prabhaav nahi hota hai ulta updesho hi murkhana prakopaya nashanta ye jab murkha aadmi ko updesh dete to kya hota hai wo aur kruddha ho jata hai mujhe updesh dene ka uddhan karte ho dussahas karte ho ki tu khud ko samashte kya ho to bilkul prahlad ko wahi kehte hai yaha pe ye hum binash logon ke aaj kar le gaye to phir wo kehte hai to tabhi prahlad ko kehte hai ki martu kaamosni ki ye prahlad tum mrtyu ki kaamna karke yaha pe aaye ho aur abhi main tumko turanj mrtyu me mrtyu ke maar pe bhej dunga tabhi ye vichar karke humein kaise hua hai prahlad jo hai wo simhahasan ke saamne khade hai aur hirna kashyop ne simhahasan pe baitha hai aur chila raha hai, cheek raha hai, daat raha hai prahlad ko aur aisa jab wo kar raha hai tabhi prahlad bhi shanti se nichi khade hai to unchi asan pe ye hai aur vaastam mein aisa hi jo prasang iske pehle do baar ho chuka hai ki prahlad apne prahlad apne pita ke saamne aaye hai aur un do samay mein bhi prahlad ne aisa hi uttar diya hai par tabhi jo hirna kashyop itna prakop nahi hua to abhi jo wo mard abhi toh kehte hai ki main tumko mrtyu ke ghaat me hi utarne wala hu to un do samay mein wo mrtyu ke ghaat me utarne ka faislaat prahlad ke pita jo hai, kyu nahi kiya, abhi kyu kiya to unmein jo, in teeno prasangon mein prahlad jo bol rahe hai vaastam mein ek samaan hi hai par hirna kashyop ki pratikriya alag hai to ye se kyu hai hum wo prasangat dekhte hai to pehle baar jab hirna kashyop prahlad ke shikshak ho, prahlad ki mata ko bolte hai ki prahlad ko le aao mere saamne to ye se mata pita jab balak patshala mein jaata hai parta hai aur aata hai to fir mata pita ki utsukta hoti hai ki balak ne kya padha hai hum jaanna chahate hai to waise hi, jo prahlad ko leke aate hai wo to tabhi wo prahlad ko saamne apne aasan ke neeche nahi rukta hai wo prahlad ko poora apne paas me bula leta hai aur apne aasan ke baaju mein hi leke aata hai aur aasan baaju mein leke apne godi pe bidhata hai aur uske paad pit ko sehraata hai aur uski jo baal hota hai wo sungta hai aur bida prem karta hai prahlad prahlad, batao beta tumne kya seekha apne patshala mein to abhi wo sochta hai ki prahlad bataega ki maine seekha kaise tum sarvas reshte ho saare brahmand mein maine seekha kaise hiranya kashyop ki puja karne chahiye maine seekha kaise asur, asur ko saare devtao ka vad karke saare vishwa pe raaj karna chahiye nahi usne ichha thi shanda marga sikhaye aur iss apeksha se gaya tha wo aur jab wo gaya to kya prahlad maharaj ne kaha ki vasto mein jo bhi cheezah seekhi hai usme se utkursa cheezah seekhi hai shravanam kirtanam vishnu smaranam paad sevanam archanam vandanam dasyam sakhyam atmanivedanam itipum sarpita vishnu bhaktish chena navalakshana kriyet bhagvat yaddha tanmanye dhitam uttamam to voye nau karya bolte hai shravanam kirtanam smaranam pehle teen karya hai aur ye sab karne hai nau karya jo hai vishnu bhagwan ke sambandhe karne hai aur ye karte hai to sambandhe to bhaktish chena navalakshana ye bhakti ke navalakshan hai aur aisa karege to kya hota hai kriyet bhagvat yaddha isse bhagwan ke pati aakarshan hai wo aur dhrudh badh jata hai aur phir tanmanye dhitam uttamam aur yahi sarvasreshta gyan hai prahlad kya bata rahe hai ki maine jo bhi seekha paatshala mein wo usme se sabse utkushta kya hai vishnu ki bhakti hai yaha sunke hiranya kashyapu tabhi bhi ussa ajata hai usko par wo sochta hai kaise seekha hoga iss balak ne vishnu ki bhakti main to kabhi seekha hoga nahi isko aur iske shikshak hai jo bhi aise zurat karege nahi shikshakon aise zurat ki kaise shikshakon ko bula jata hai kaise to bhi seekha hai vishnu ki bhakti agar bhi bhakti karni hai kisi ki to kya karna chahiye jo meri bhakti seekhani chahiye hyu kya hai shravanam, keertanam, smaranam to hum sab karte hi hai abhi agar hum TV chalu karnete hai to koi cricketer hoga koi rajneeta hoga koi abhineta hoga to abhinetri hogi to kya uske baare mein dekhte hai, sunte hai shravan karte hai phir smaran karte hai to kya hai abhi yaha tak to kya hota hai, kai jagah pe jo film stars hote hai unka unka mandir bana dete hai bahot jagah pe dakshin bharat mein aur bahot se jagah pe bharat mein film stars ke mandir banaye aur ek mandir mein to wo film star ka ek hai usko jaise jagannath ji ko chappan bhog lagate hai aur log suchte hai, haan, iske hum pooja kar rahe hai to kya hai pooja karne ka bhaav hai wo hamesha sab mein rehta hai wo kiski aur dena hai wo jo hai, pata nahi hai abhi Pune mein abhi jo mandir banaya tha bada sundar mandir banaya hai to bada bhaav mein mandir hai to lag bag usko 25-30 crore rupee lag gaye to jab yeh mandir banaya hai to kuch log ninda karne aa gaye ki itne saare gareeb log hai unko khilane ke jagah pe aapne yeh 30 crore ka itna saare paise lagge mandir ke bana diya to phir aapne jawab diya isi Pune mein 40 crore kharj karke ek cricketer ka museum bana ja rahe hai to uske baare mein uski tulna aap gareeb logon se kyu nahi karte agar gareeb logon ki chinta hai to jab mandir mein aate hai to log usse charitravaan bante hai daanwaan, daansheel bante hai usse daan bhi dete hai abhi cricketer ke museum mein jaake koi daan dene wala hai daan dega to wo museum ko aur bada wala nikal dega gareebo koi daan nahi dene wala hai to agar paisa hi dena hai to phir paise gareebo ki hi chinta hai to kya hota hai gareebo ki chinta sirf mandir mein aake bhagwan ke liye paisa kharchu to tabhi kyu aati hai baaki se mein gareebo ki aad nahi aati hai to kya hai bhakti karne ka bhaav yeh hamesha hota hi hai par wo kiski bhakti karege wah mahatvapurna hai ek west indies ka cricketer aaya tha wo bharat mein aaya aur dekha ki bharat mein cricketer ke kaise pooja karte hai log to wo kya ek bharat mein jab world cup jeet liya to tabhi kya kiya gaya tha ek akbaar mein chitra dikhaya ki bharat ka bikhyaad cricketer hai uska vishwaroop bana diya tha aur uske vishwaroop mein kya kiya tha baaki saare jo alag alag vishwaroop ka chitra dekha hoga to saare jo yodha hai uske moon mein jaa rahe hai to ismein kya kiya tha baaki saare desho ke jo bowlers hai yeh batsman hai to sab uske moon mein jaa rahe hai to kya hai wo jo bhaav hai pooja karne ka wo bhaav to rehta hi hai to phir yeh jo west indies se cricketer aaya tha wo golein arre yeh bharat waasi yeh itni pooja karte hai apne cricketers ki to agar punar janma satya hai aur punar janma hone wala hai to mai ischa karta hu ki bharat mein punar janma leke cricketer banu to meri bhi aise pooja hogi to yaha pe bhaav kya hai ki bhakti karna yeh swaabhaavik hai swaabhaavik hai par kiski bhakti karna hai yaha mahatvapoorna hai to shastra batate hai ki aise bhakti ke bhakti karni chahiye jisse ki hamara kalyan hoga to aise nahi hai ki kisi paas shamta hai, shakti hai to usko kam darna chahiye koi cricketer hai, koi abhineta hai shakti hai, jo pratibha hai uske liye uswa gungaan kar sakte hai par usko bhagwan bana dena bhagwan jisse poojna yeh anuchit hai to aise hi, hiranya kashu kalpana karata, ki meri pooja honi chahiye aur aise bhikti ko agar bole gaye ki aap bhagwan ke pooja karo to pehli baar kya hota hai, wo soshta hai ki kaise ho gaya, to tarant poor teacher ko bulata hai tumne aise kyu sikha hai, wale maine nahi sikha hai, humne nahi sikha hai kaisa sikh gaya yeh to soshta hai ki shayad yeh koi jasus aaye hogi, koi bhakt jasus ke roopne aake, yaha pe kuch maine bachye ke dimaag ko bigaad rahe hai to unko pata nahi tha, to wo jasusi ka kaam garbh mein hi ho chuka tha poora to abhi baad bhi jasusi karne koi zaroorat nahi thi shanka kar raha tha, bola thik hai yeh naadan walak hai, isko to bigad jaa sakta hai yeh to abhi kya karna chahiye, usko dosh nahi dina chahiye par, iski jo paristhiti hai usko badalna chahiye to unhe saare jo sainik uski dekha rekh karne the, usko bola tum bahot chokan na raho koi bhi bhakt yaha pe nahi aana chahiye, kisi ko bhi ispe jo bura prabhaav hai, nahi dena chahiye to aphir wo sab bade chokan na rahe hai aur phir aise hi wo patshala mein jaa raha tha seekh raha tha to uske baad mein jo wapas wo aaya to ek aur baar unhe poocha hey Prahlad, tumne kya seekha tha to abhi, Prahlad bhai wo bola tat sadhu manye asurvarya dehina, asurvarya hai asuro mein srisht abhi asuro mein srisht, yeh prahlad bol rahe hai, yeh maan mein bol rahe hai, yeh apmaan mein bol rahe hai, yeh sirf prahlad ko hi pata hai haryana ka shastra hai, ha asurvarya dehina, asuro mein sarva srisht hoon main, to kya hai wo bhakti usko gungaan ke rukh mein leta hai achha prahlad mein mere gungaan seekh gaya, tat sadhu manye prabhaav kehta hai, kya kare vaastu mein, yeh jo hai tum agyaan ke andhakar mein padhe ho, yeh agyaan ke andhakar se bahar nikhlo bhagwaan ki bhakti karni hai ise tum kya karo bhagwaan ka ashray grahan kar lo to abhi yeh sunta hai, yeh to jyada hi ho gaya turand ho babas shiksha ko bulata hai, jasus ko, apne behrdaar ko bulata hai, ushta hai kaise sikha yeh sab, to wo bata hai arrey humne nahi sikha hai, humne nahi sikha hai kya hota hai, agar koi pehle ke saman mein aise hota tha, ki koi bhi raaja hota tha aur wo raaja ko koi bura samachar laata tha koi agar raaja ke sehna hai, yudha karne gayi hai, aur wo sehna agar haar gayi hai, aur wo sandesh agar koi leke aata hai, to wo raaja kya karta hai pehle se, wo sandesh wahab ko maada tha tum buri khabar laao, tum maud ke daarwaar mein chale jao to isi liye sab jo dar gaye tha humne kuch nahi kiya, humne kuch nahi kiya, humne kuch nahi kiya yeh pralab, tumne kaise sikha yeh sab, to phir pralab, tabhi bolte yeh to kya hai, swabhaavik hai mera rudhe jis chumbak ke saman hi bhagwan kar aakashiv jaata hai to tabhi hiranyakashiv bolte hai ki yeh kya hai parsthiti nahi hai, yeh iski sthiti hi hai kya hai, yeh iski maansikta hi aisi hai, aur jaise, kutte ki dum ko sujha nahi kahe jaa sakta hai waise, isko badla nahi jaa sakta hai to kya karna chahiye, isko maadal na chahiye par tabhi wo sujhta hai ki abhi, apne asur ko bolta hai ki tu maadal ho aur maadne ka prayas karte hai, alalak maddatiyon se aur koi bhi maad nahi paata hai wo sirf Vishnu basman karte rehte hai aur kuch bhi prabhaav nahi hota hai aur phir uske baad mein hataash ho jata hai hiranyakashiv to abhi Shanda aur Amark wapas aajaate hai abhi Shanda aur Amark pehle to dar gaye hote hai ki yeh hiranyakashiv jo hai humko maarna nahi chahiye par jab wo dekhte hai ki yeh Prahlad ko maarne pe utar gaya yeh to jada hi ho gaye ek cheez, ek cheez, badi baate kar liye isko maarne ki kya zurut hai wo dekhte hai ki yeh bach gaya hai to wapas jaate hai wo hiranyakashiv wo bolte hai ki yeh chota baalak hai aur isko maarne ki zurut nahi hai hum isko sambhaal denge hum usko leke jaayege hum usko achcha sikha denge tabhi usko leke jaate hai aur wo prasang humne kal se charcha ki ti to waha pe wo saare jo asur putra hai unko parivartit kar deta hai unko bhakta bana deta hai Prahlad aur uske baad me baare to abhi matlab kya hai yeh Prahlad hiranyakashiv me teen baar samvaad hua aisa aur teeno baar Prahlad me ek hi updesh diya hai to abhi Prahlad ka utyothar me kya bolte hai yeh hum dekhte hai shri hiranyakashipur vaachaa vyaktam vyaktam tvam martu kamosmi martu kamosmi yoti matram vikatthase mumurushunam himandatman nanusyur viklavagiraha martu kamosmi tum jo aise bol rahe ho tum mrutyu jahate ho martu kamosmi murushanam tum mrutyu jahate ho isliye tum vikatthase aise udand se tum baat kar rahe ho updesh nahi soch raha hai yeh keval ahankar ka bhaav hai Prahlad to isliye is tarah se tum se aise vachan nikal raha hai jo mukti jo maus ke ghaat me utarna jaate hai wo vakti aisa baat karte hai to abhi kya bolte hai wo Prahlad tum bade mand bhaagya yas tvaya mand bhaagya vishnu naachik thakur batate hai Prahlad ko mand bhaagya kyu bolte hai ki Prahlad tum kitne murkha ho tum mere putra ho aur mera raajya saara tumhara raajya ban jaata tha aur tum mere raajya ko saare vishwa ka jo raajya hai wo chod ke bhi tum kya kar rahe ho vishnu ki puja kar rahe ho aur vishnu ki puja kar rahe ho tum kuch bhi nahi malne wala hai aur kyun tum aisa chunao kar rahe ho isliye mand bhaagyog to tum bahot mand bhaagya ke ho tum bade murkha ho to kya hota hai yaha asuri pravrutti ka vikti hota hai wo keval bhautik sthar pe chunao karta hai aur kyunki bhautik sthar pe chunao karta hai to usko yaha samajh bhi nahi aata hai ki doosre log wohi bhautik sthar pe chunao kyun nahi kar rahe hai sochta hai ki yeh mere jaisi maansikta hogi mere jaisi hi vijayar karege Ramayan me varna aata hai ki jab jab raavan dekhta hai ki paandvaron ke visaal sehna aagayi hai tabhi wo sochta hai ki itne ram aur lakshman yeh to kangal yeh to kangal yeh to jangal me vaas karte hai itne saare vanat kahan se aagaye to wo pata galta hai ki sugreev se sandhi ki hai to phir wo kya karta hai sugreev ko sandesh bhejta hai sugreev ko apne paksh me laane ke liye pralloban deta hai brasht karne ka prayaz karta hai aur wo kehta hai hey sugreev jo sandesh bahag bhejta hai sandesh bolta hai hey sugreev vaastav mein tumme aur mujhme koi vair nahi hai tumhara jo bade bhai the tu vanaro ke raja the kaun the wo vali to o vali mere bade mitra the aur tumme jo bhi shatru ho wo mujhe kuch farak nahi padta hai vaastav mein vanaro aur rakshas ho ka pehle se bahot hi ghanishta sambandh hai aur maine to tumhara kuch bighada nahi hai to phir tum mere khilaf kyun aate ho tum mere saath rahoge tumhe swarga ka aishwarya mil jayega aur mere khilaf jaoge tumhara mutti ho jayegi abhi yahaan pe bol raha hai wo ki vaastav mein hum dono mitra hi hai iske pehle kya hota hai abhi ramayan me pehle hanuman ji jate hai sandesh ne ke sita akhi milte hai uske baad mein yudh chalo hone ke pehle angad ek baat jate hai aur jab angad jate hai to tabhi naravan kya bolta hai unko ki arey tum vali ke putra ho aur mai janta ho ki ye ram aur sugreev ne kaise brashta yojna karke tumhare pitaji ko bade anyaayi se maa dala tum mere paksh mein aajao aur hum tumhare pita ke atyaro ko maar ke tumhe raja bana deke to pehle bolta hai angad ko bolta hai ki tum mere paksh mein aajao hum alla sugree ko maa dala ge abhi sugree se jata hai to kya bolta hai hum mitra hi hai tumhare beech mein kya ho mujhe farg nahi parta hai par bandaro mein humne bada accha mitra hai par jab dono uske prastav ko thukra de de aur sikar nahi karte to wo ashti pata hai waanar hai, moorkh hai ye ko samjh bhi nahi aata hai par vaastav mein yahan pe waanar moorkh nahi hai jo hai wo rakshas moorkh hai ki wo samjhiti nahi par raha hai ki bhautik cheezein hi sabse mahato poorn nahi hai bhautik cheezein usse bahut mahato poorn hai bhakti to prallah jaante hai ki jo bhakti hai wo sarvas risht hai isliye wo mand bhaagya nahi hai yahan pe mand bhaagya kiska hai Hiranyakashipu ka mand bhaagya hai ki waha jo prallat mahat updesh de rahe hai bhagwan se samjh jodne ka mauka de rahe hai wo iswikaar nahi kar raha hai to abhi wo sawal poche tum mand bhaagya kaho mat anyo jagadeeshwar ha mere alawa koi aur eeshwar aise tum kehte ho yeh tumhara mand bhaagya hai iski kaaran kya hoga? tumhara mukti ho jayegi to agar tum kehte ho yeh eeshwar sab jab ke kvas yadi sa sarvatra agar wo sab jagah pe hai to kasmat stambhe na drishyate yeh stambh mein kyon nahi hai wo? yeh stambh mein mujhe kyon nahi dikhai dera hai? bhi sawal utta hai ki Hiranyakashipu usse stambh pe hi aakrashan kyon aa gaya? ki bhagwan sab jagah pe hai to kahi diwaar mein bol sakta tha khambe mein upar what is ceiling? chath pe bol sakta tha, zameen mein bol sakta tha khamba kyon bol raha tha? to vaastav mein kya hua tha? usko itna krodh aa gaya tha wo soch raha tha ki mai is Prahlad ko to maar dalunga par usko maarne ke pehle mai meri shakti usko hi dikhaunga kya na keval wo marna chahiye par jo marte samay meri shakti ka vichar karte wo marna chahiye aur itna shaktishali waqt tha mai ne galti ki iske khilaf jaake to isliye wo apni shakti darshane ke liye wo dekha ki kya humein shakti dikhaunga yeh bada vishal khamba hai mai kya karunga is khambe ko tor dunga aur is khambe ko tod ke dikhaunga tum to kitne kamzor balak tume todna koi badi baat nahi hai mai tume ek hatke mein tod dunga isliye kya hota hai abhi aglish lokon mein hum dekhe ki wo talwar uthata hai par talwar uthate wo talwar nahi marta hai wo apni muthhi marta hai wo khambe ke aur to dekhte kya hota hai kasmat thambhe na drishyate thambhame kyo nahi hai kyo dikhai nahi de rahe hai wo to wo iske baad mein kehate hai so soham vikattha manasya soham vikattha manasya shirah kaya dharamite shirah kaya dharamite gopayet hari sthwadya gopayet hari sthwadya yas te isharanam ipsitam yas te isharanam ipsitam isharanam ipsitam so, shirah kaya dharam tumhara sir jo hai mai kaad ke zameen pe gira dunga aur agar tumhara jo gopayet hari sthwadya gopayet hari sthwadya aur saath saath jo bhi asur hai agar kisi ke mann me shanka aa gaye mere shakti ke baare mein toh unke dimaag se bhi shanka nikal jaane chahiye. kyun kya hua tha iske pehle Hiranyakashipu ne prahalad ko maar dalne ke liye kai yojna ki thi aur jab yojna yashasmi nahi hoi thi toh yaha dekh kar saare asur baachit kar rahe nahi yeh kya ho gaya? kaise ho gaya yeh? hiya Hiranyakashipu apne putur ko maar nahi paaya aur khaas karke jab pralad ke saare mitr the jab unhoye suna yeh jo jo samachar hai ki raja kisi ko maalne ka prayas kar raha hai abhi kya hota hai ki koi hatyara hai, koi gunaygaar hai usko faasi ki saza di jati hai toh kya hota hai saare agbaron mein khabaar jaati hai, sab jagah phaij jaati hai toh maan lijiye koi Pradhan Mantri hai, Pradhan Mantri ke putra ko faasi ki saza di hai toh phir wo toh samachar sab jagah phaij jaayega toh aise kya hota hai pralad ko maar na hai maar na ke saza di jati hai, maut ki saza toh saab asur mein phaij jaati hai aur jab asur putra dekhte hai ki yeh pralad ko Hiranyakashipu maari nahi paaya toh phir, wah usse bade aashaj hi kuch bata hai wah pralad, pralad mein koi chhapi shakti hai iske karanye isko maar nahi paaye toh Hiranyakashipu kya sochta hai ki yeh jo saare mere shakti ke baare mein yeh toh khullam khulla chanauti dera hai par iske alaawa bahut se logon ke maan mein mere shakti ke baare mein shanka aa gayi hai toh un saab ko main khatam kar dunga aur un saab ko khatam karne ke liye main meri shakti darshaa unga aur jo Vishnu hai, jo Hari hai uski kuch bhi shakti nahi hai yaha main sab ko dikhaa dunga toh kayi baar jo naastik log hote hai woh kya dikha jaate hai ki bhagwan ka astitva kaise nahi hai, woh dikhaane ka prayas karte hai toh naastikta ko dikhaane ke liye log kya karte hai, kabhi kabhi woh bolte hai ki abhi main aisa experiment karunga main aisa aisa koi prayog karunga jisse hum saabit karege ki bhagwan ka astitva hai hi nahi aur kya prayog bolte hai vaastav mein prayog mein kuch bhi nahi hai prayog mein ek chit bolte hai ki agar bhagwan hote hai toh itni saare buraiya is duniya mein kyun aati hai yeh buraiya hai, isliye vaastav mein bhagwan ho nahi sakte hai toh aise kuch tark koi tark kar dete hai toh yahaan pe yeh kya kar rahe hai Hiranya Kashipu, yaha aadi naastik hai aur woh prayog karke dikhaane ka prayas karte hai ki dekho koi bhagwan nahi hai woh ko pata nahi hai, yeh prayog uske hi khilaf jaane wala hai kya jo khamba wo todne ka prayas karne wala hai wo khambe se jo nikalne wala hai unko todne wala hai toh aise ek granth manata Frankenstein naam ka wo vaastav mein itihasik satte pe aadhaaye the ek vaigyanik tha naastik vaigyanik tha, usne socha ki main jeevan banaunga main aise rasayanon se maano bana dunga aur wo maano ko bada shaktishali bana dunga toh usne maano bana diya par wo maano bhauti badsurat tha aur wo bada tum chale jao main se main dekhna hi nahi jaata aur kya ho gaya, wo uski nirmiti thi uski shatru ban gayi wo jo tathagat maano usne bana diya tha usne kya kiya usne yeh dheere dheere uske mitra ko maadaala phir uske pita ko maadaala, uske bhanji ko maadaala, phir uske pohniwal patni usko maadaala, aur phir phir yeh poori kahani kya hai ki yeh jo uski nirmiti hai uske khilaf jaa rahi hai aur ant mein jo uski nirmiti hai wo usko, Dr. Frankenstein usko maadaalta hai aur phir wo jo hai khud ko maadaalta hai toh us tarah se kya hota hai, koi bhagwan bana jaata hai toh kebhal udhvasti hi karta hai tabhi yeh pralad abhi Hiranyakashyap aise udhvasta hota hai, phir varna aayega toh abhi kya kiya hai usne evam duruktir duruktir mur ardayandrushaa duruktir mur ardayandrushaa sutam mahabhagvatam mahasuraha sutam mahabhagvatam mahasuraha khadgam pragruhyot patit varasanat khadgam pragruhyot patito varasanat stambham tadarati balas swamustina tadarati balas swamustina so evam duruktir buray vachan bolke ardayandrushaa krodh me aakar sutam mahabhagvatam mahasuraha so sut is mahabhagvat pralad is mahabhagvat and this is mahasuraha toh kya hai, ek bohot bada hero hai aur ek bohot bada vilan hai dekhne mein, chota balak hai par balak kaun hai? mahabhagvat isliye bohot bada hero hai un dono me abhi sangram hone wala hai khadgam pragruhyot pragruhyot patito varasanat khadgam uske saath saath ye jo pralad hai uska jo bada udand bhaav hai woha bhi gir jayega dekhe hai uska andar kuch nahi hai phir usko mai maa da loonga abhi yahaan pe kya ho raha hai jab wo se sawal puchta hai bhagvatam jo bataya gaya hai bhale hi vistarit hai par phir bhi bhagvatam me jo varanat hai narsimha puran me, vishnu puran me iska aur bhi varanat hai aur jo humare acharya gan hai doosre shastro se bhi kya kya hua hai wo batate hai to batate hai ki jab is tarah se sawal puchta hai to pralad kya bolte hai pralad to khambe ke uar dekhte hai pralad to waasta me sab jagah me bhagwan ko dekh rahe hai sab jagah me bhagwan ko dekh rahe hai to wo khambe me bhi dekhte hai abhi sab jagah me bhagwan ko dekhna iska kya matlab hai kya aise hai ki abhi is khambe ko dekh is diwaar ko dekh rahe hai to isme hum bhagwan ko dekh rahe hai sab jagah me bhagwan ko dekhne ka matlab kya hai to chaitanya charitamah bhi varanat hai sthavarjangam na dekhi dekhi tara moorti sarvatra hai nija ishta devas poorti to sab jagah bhagwan ko dekhna ye alag alag star pe hota hai ek star pe prabhupaji bolte hai ki agar koi maa hai apne balak se sandaan se prem karti hai to agar ghar me hai to wo balak ke jute hai balak ke kapde hai balak ke khilone hai wo sab ko dekhti hai to kya hota hai wo sab ko dekh ke wo balak ka swara hota hai to wo balak sar jagah pe nahi hai par koi balak se sambandhan ke jo bhi cheeze hai wo jab dekhte hai to wo jo maa hai wo sirf wo khilono ko nahi dekhti hai wo dekhti hai saas ke mera pyara balak kaise inse khelta hai aur kya hota hai usko turan apne balak ka smaran hota hai to ek star pe bhagwan ko sab jagah dekhne ka matlab kya hai ki dekhna ki saare bhautik jagat me jo bhi hai wo sab bhagwan ka hi hai om vishwam vishnur vashatkaro bhuta bhavya bhavat prabho bhuta krut bhuta mrut bhavo bhuta atma bhuta bhavana to jo vishnu sahasranam hai jo kal hamne doharaya tha to usme pehla jo hai om vishwam vishnur vashatkaro om vishwam hey prabho aap hi vishw ho jo vishwa hai aap hi hoge jab bhagwan ne vishwaroop ka darshan dikhaya tab unhone dikhaya ki kaise ve hi sab vishwa hai om vishwam to kaise aap vishwa ho ki aap virat roop me sab dikha sakte hai ki aap kaise vishwa ho par saath saath yeh vishwa aap ki hi shakti hai aur om vishwam vishnur aap vishnu ho dusre sthar pe iska matlab kya hai ki vishnu iss shabda ka aartha kya hai jo vishwa ke har anu me hai woha vishnu hai jo vishwa ke har anu me jo sarva bhi aap hi hai to bhagwan abhi yeh jo mej hai, yeh jo khursi hai yeh jo stand hai yeh sab kya hai? bhagwan ki shakti se banaya gaya isliye woh ek prakaar se bhagwan hai matlab kya sab jagah bhagwan ko dekhna matlab ki yeh khamba bhagwan ki shakti se banaya gaya bhagwan ke bina kis cheez ka astitva nahi hota hai isliye bhagwan sambhadit hai sab cheezon ko dekhke bhagwan ka smaran karna par yeh ek sthar hai par doosra sthar kya hai bhagwan ka bhagwan ka sab jagah dekhne ka ki abhi yeh balak jo hai balak apne khilonon me nahi hai balak apne kapdo me nahi hai apne jooton me nahi hai sirf wo uska smaran hota hai jab maa wo sab dekhti hai par doosra sthar samajhna ki bhagwan ki shakti sab jagah pe hai jaise prabhupaji udharan dete hai ki agar koi company ka maalik hai to wo company ka jo ilaka hai wo sab jagah pe uska prabhav hai agar bharat ke adhyaksh hai, pradhan mantri hai, amerika ke rashtrapati hai to wo rashtra me un sab ka prabhav hai to wo bhale hi har jagah pe nahi hai ka prabhav har jagah pe unke shakti har jagah pe ek hai ki yeh sab bhagwan se sambandit hai doosra hai na kevali bhagwan se sambandit hai vashat karo bhagwan ne sab kuch niyantran kiya hai aur isme se koi bhi cheez ko mai lelunga khud ke bhog ke liye to usme pratikriya aa jayega ye cheez mera bhaag hai wo hi lena chahiye doosra sthar hai ki pehle bhagwan se samband dekhna doosra hai sthar hai bhagwan ka niyantran dekhna na kevali sambandit hai bhagwan se par yeh bhagwan ke niyantran me hai jaise poora raajya raaja ke niyantran me hai teesra sthar hai ki bhagwan ke niyantran me hi nahi hai aur yeh bhagwan iske andar bhi hai kyon? kyun ki bhagwan ek raaja ke samaan nahi hai jo sirf ek aasan pe baith sakta hai bhagwan advaitam achyutam anadhim anantaroopam bhagwan ke anantaroop hota hai andan tarastha paramaan chayan tarastham har ek anu ke andar bhagwan hai aur isliye na keval abhi yeh diwaar bhagwan ne di cheeze unse hi bani hai isliye bhagwan se samband dekhta hai na keval yeh diwaar hai bhagwan ke niyantran me hai abhi yeh bhagwan ke niyantran me kaise hai? kyon ki koi kahega abhi yeh jo niche zameen hai, upar support hai uske baane sab khada hai yeh yeh sab theek hai par yeh sab kyun hai? kyon ki yeh sab bhagwan ki yojna hai bhagwan ke niyantran me sab kuch hai kyon ki bhale hi vaigyanik hume bataya yeh ki yeh jo hai, maan lijiye agar koi cheez khadi hai koi udh rahi hai, koi chal rahi hai yeh sab gurutvaakarshna ka niyam se chal raha hai toh kabhi toh kuch log puchte hai agar krishna ne govardhan utha liya toh govardhan kaise utha hai? gurutvaakarshna ka niyam se nichi aana chahiye toh sab kuch ho toh kya hai, bhagwan sab ke swami hai mayad dekshan prakruti uska matlab kya hai? wo gurutvaakarshna ka niyam ke bhi swami hai toh bhagwan ne log puchte hai ki uska centre of gravity jo tha, bhagwan ne kaise dhunda usko kaise usko sambhal ke barabar pakad liya toh bhagwan ko centre of gravity dhundne ke surat nahi hai kyon ki he is the source of gravity kyon ki sab kuch unke toh wo niyam jab wo chahege toh chalega jab wo roko bol dege toh ruk jaega abhi hum sadharan agar magrik hai toh laal signal laega toh hum rukna padega queen signal laega toh hum chalege par jo rajya ka raja hai wo signal ko hum niyantra nahi kar sakte par wo signal swatantra nahi hai signal ko niyantra karne wala koi aur hai toh waise hi duniya niyamogam chal rahi hai par wo niyam bhagwan ke adheen hai toh bhagwan ki niyantran mein hai par niyantran mein aise nahi hai ki agar koi hir aaj aa raha hai wo bol, ja raha hai wo bol, mujhe red signal ko rukna nahi hai toh wo RTO ko office ko phone karta hai wo bolta hai, ki ye red signal jab ja raha hu pe hona hi nahi jaye mein sirah chale jaunga aur mujhe phone karta hai toh mujhe phone uthata hi nahi hai toh phir kya hota hai, red signal rukna padta hai usko amerika ke ek rashtrapati the toh usko pucha gaya ki tumne jab election chalu, election hua tha tumne itne saare promises ki hai, itne saare vaade ki hai mein ye karunga, wo karunga, wo karunga par tumne kuch poora hi nahi kiya kyon poora nahi kiya toh usne bola ki waasto mein main 4-5 saal tak rashtrapati tha par mujhe kya lag raha tha pata hai aapko mujhe 4-5 saal mein lag raha tha, ki main ek phone pe baat kar raha hu cheekh raha hu, chilla raha hu aur phone ke doosra jagah kuch hai hi nahi matlab kya ye bol raha tha, ki rashtrapati jo hai, wo kewal naam ke waasth uska bhi kuch shakti hoti hi nahi hai wo saari yantrana aise jalte rehti hai main jo bhi bol raha hai, kuch kar hi nahi paaya toh, is bhauti jagat mein koi bhakti sochta hai, main niyantran mein hu par niyantran uska rehta nahi hai niyantran rehta nahi hai, koi aur apni hi hojna se kuch kar kar deta hai toh bhagwan waise nahi hai, wo niyantran kaise karte hai, wo sab cheezon mein hai, toh abhi abhi prahlad kya dekh rahe hai wo khambe ka sambandh nahi dekh rahe hai khambe ka niyantran nahi dekh rahe hai niyantran nahi dekh rahe hai, wo dekh rahe hai ki bhagwan vyapt hai bhagwan har cheez ke andar hai har ek cheez ke andar hai bhagwan, toh abhi bhagwan har cheez ke andar hai, toh kis roop mein andar hai wo? ki kya abhi iske baad mein varnan aayega, kuch logon ke baad ki jab narsimhadev prakath hote hai toh adrushyad mutamatya roopamudvahan ki aisa roop hai, kabhi dekha nahi hai, toh jab prahlad ne dekha, acharyan prahlad ne ko poocha kasmasambhenadrushyate ki kahan hai, sambhame kahan hai ye kyon nahi dekha raha hai mujhe toh prahlad bolte hai trushyate, mujhe toh dekha raha hoon yahaan pe hai toh agar hai, toh kis roop mein dekha rahe hai? toh kya prahlad pehle se narsimhadev ke bhakta the? ya pehle vishnu ke bhakta the, uske baad narsimhadev ke bhakta ban gaye? aapka kya pichaar hai? kya pehle vishnu ke bhakta the, uske baad narsimhadev ke bhakta ban gaye? ya pehle se narsimhadev ke bhakta the? kuch kuch sawal aise hote hai kyon ka jawab nahi dena ye achi baat hai sabse pehle matupur sawal chahiye ki vishnu aur narsimhadev mein koi farak nahi hai toh bhagwan jab leela karna chahate hai toh apni yoga maya istamal karte hai toh adhyatmi jagat mein shashwat roop se prahlad jo hai narsimhadev ke bhakta hai aur narsimhadev ke pooja karte hai par is leela mein jab alan pradhan kar rahe hai toh tabhi iske pehle vishnu ke pooja karte hai aur vishnu sab jagat pe bolte hai toh kya hai? is leela mein bhautik jagat mein narsimhadev ne apna roop prakat nahi kiya hai iske baare mein charcha aur karege jab narsimhadev ke roop ka prakati karan hoga par haan pe matupur na baat kya hai vishnu aur narsimhadev mein farak nahi hai wohi ek bhagwan hai wohi alag alag roop mein aa sakte hai toh prahlad adhyatmi jagat mein hamensha narsimhadev ke pooja karte hai par is jagat mein jab aa date hai toh yeh prakat hone ke pehle vishnu ki pooja kar rahe hote hai aur yahan pe narsimhadev prakat hote hai toh jab abhi wo dekhte hai toh haan pe khambe ne na drishyate wo dekhte hai, maz kuch dikhai nahi raha hai kahan hai tumhare bhagwan toh bolte main yeh bhagwan ko dekh raha hu dekh raha hu toh kya hota hai iske pehle narsimha puran bada sundar varnan aata hai main is varnan ke saath aaj pravachan ko agraam dunga toh varnan aata hai ki prahlad jab is tarah se bhagwan ke virah me bade vyakul hote hai ek aur se wo jo bhagwan kya hota hai prahlad abhi hum abhi tak dekhe ki prahlad ko maar nahi paaye toh hiran ke shiv ke kya pratikriya hui ke nakari ko kya pratikriya hui shanda mar ke kya pratikriya hui prahlad ko maar nahi paaye saare asurgan toh uske baad mein prahlad ki kya pratikriya hui prahlad ko kya bhaav prahlad ko kya bhaav tha prahlad ko kya bhaav tha toh vasta mein wo batate hai ki prahlad itne bhaav vibhor yata hai yeh soch ke ki bhagwan kitne krupalu hai itne chamatkarik paddhati se mujhe wo sarakshan kar rahe hai toh par kya hota hai in sab paristitiyon mein prahlad bhagwan ka smaran karte hai aur wo smaran mein poora leen ho jate hai unka astitva leen nahi hota hai par unka chetna leen ho jate hai par wo bhagwan ka smaran itne nahi hota hai ki vasto mein kaise bhagwan ne unka sarakshan kiya yaha unko dhyan bhi nahi hota hai wo kya sirf bhagwan ke smaran mein lag jate hai par wo ichha karte hai ki vasto mein mai bhagwan ka darshan karna chahata ho mai bhagwan ki pooja karna chahata ho bhagwan ko pranaam karna chahata ho bhagwan ko prarthana karna chahata ho kab mai kar paunga aise baar baar bhagwan mujhe bade bade sankaton se bachaar rahe hai, itne krupalu hai bhagwan par mujhe unka darshan nahi hota hai kab bhi darshan hoga toh yaha jo prasang hota hai iske pichle din ki raat ko jab aur abhi kya hota hai yeh saara prasang barte jaa raha hai pichle din shendamarg ne jab dekha ki itna bada samasya ho gayi hai ki saare bhi jo vidyarthi hai wo abhigad rahe hai toh abhi maamla jo hai Hiranyakashyapa jaane wala hai aur abhi kya hone wala hai aur bada sankat hone wala hai toh bade raha hai, toh bhi pralaj yeh bhaibit nahi ho rahe hai maine abhi isko prachar kar diya abhi kya hoga wo sab chinta nahi kar rahe hai wo sojh rahe hai ki main bagwaan ke viraham ho kab bagwaan ka darshan hoga toh tabhi yeh isko bata jaata hai ki pralaj apne mahal mein rahe rahe hote hai bagwaan ke smaran mein lage hote hai aur toh bhi bagwaan swayam aate hai vishnu ke roop mein aate hai aur wo pralaj ko darshan dete hai pralaj ko alingan karte hai aur wo kehte hai tum bilkul chinta mat karo main kal swayam prakat hoga aur main tumhara uddhaar karunga aur na kehul tumhara uddhaar karunga par tumhare saath saath saahari tumhare kul ka bhi uddhaar karunga aur bhi pralaj ke aankhon se aasu aate hai aur bade anand se divyon maad se wo teji toh yeh pravrti aate hai aur bagwaan ke sharan ko sparsh karte hai bagwaan ke apne krutagyata vyakt karte hai par wo kuch zyada bolne ke pehle bagwaan poora haal durush ho jaate hai toh abhi pralaj ko pata hai ki bagwaan ne kaha hai ki main aane wala hu toh abhi wo dekhte hai nadrushyate, kya tum yeh wo dekh nahi rahe ho haan main dekh raho, yahaan pe toh bagwaan zaroor hai aur bagwaan prakat hone wale hai toh pralaj ko yeh vishwas hota hai ki abhi bagwaan prakat hone wale hai isliye kehte hai haan, khambe me bhi hai aap ko sochte hai khambe, sab jagah pe khambe me bhi hai aur aap ko nahi dekh raha hai, par main toh dekh raha hu toh yeh naastik aur aastik mein farak kya hota hai? kahi farak hota hai ki aise kaha jata hai ki a believer cannot a non-believer cannot see God anywhere and a believer cannot not see God anywhere yeh naastik ke kahin bhi bagwaan ko nahi dekhta hai jo sahi aastik jo yeh sharda hai wo har jagah me bagwaan ko dekhta hai Prabhupada ji jab America mein kahi baar hue sobhe sobhe ki sahir pe jaate the morning walk pe jaate the toh bhakto unko kabhi garden me leke jaate the kabhi sagar ke tath pe leke jaate the nadi ke tath pe leke jaate the toh prabhupada ji toh prabhupada ji alag alag seher pe jaate the toh ek baar wo ek seher me dekha hai aur wahan pe jo unke sobhe parikraman ke liye nikhle toh bhakto ko raasta pata nahi tha chalte chalte jab nikhle wo toh wo jaan rata the ek bagiche me par wo pohoj gaye bagiche ke jagah pe ek bahuti gandi jagah me pohoj gaye yahaan pe poora gandagi ke tha, badboo thi aur bahuti akarchak nahi tha wo jagah, toh wo bhakto prabhupada ji se bolne lag gaye ki yeh prabhupada, maaf kar dana aise jagah pe leke aage prabhupada ji bolne this is vaikuntha yeh vaikuntha hai yeh toh kya yeh vaikuntha yeh kaise vaikuntha ho sakta hai yeh kaise vaikuntha ho sakta hai toh prabhupada ji bolne ki vaastu mein yeh vaikuntha kyu hai kyunki yeh vaikuntha kya hai yatra gayanti madhakta tatratishtha minarida jahaan pe bhagwan ka gungaan ho raha hai wahan pe bhagwan ki upastiti jo hai wo hum anubhav kar sakte hai toh isliye bhagwan yahaan pe vidhimaan hai jahaan pe bhagwan ka gungaan hota hai, wahan pe bhagwan ki upastiti hum mehsoos kar sakte hai, toh prahalad ke ruday mein bhagwan ka gungaan ho raha hai, prahalad ne ussi mahal mein bhagwan ki jo mahima hai uska nirbhay bhaav se gungaan kiya hai, uske dwara bhagwan wahan pe prakat hone hi wale hai toh abhi jab bade shakti se wo khambe pe prahar kiya toh uske baad mein kya hua uski charcha hum kal karege bahut bahut dhanyavaad kisi koi sawal hai, ek sawal